Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeDahleez (1986)
HomeDahleez (1986)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


bewafa ja tera wada dekha bewafa ja tera wada dekha humne kal bhi tera rasta dekha bewafa ja tera wada dekha bewafa ja tune khayi thi na jane ki kasam umr bhar saath nibhane ki kasam zindagi bhar na bhulane ki kasam zindagi bhar na bhulane ki kasam teri kasmon ka bharosa dekha bewafa ja tera wada dekha bewafa ja dil ko barbad e tamanna kar ke raah e ulfat mein andhera kar ke kya mila pyaar ko ruswa kar ke kya mila pyaar ko ruswa kar ke humne be dard na tujh sa dekha bewafa ja tera wada dekha bewafa ja dil mein arman jagaye kyun the khwab aankhon ko dikhaye kyun the tumko jana tha to aaye kyun the tumko jana tha to aaye kyun the ghum hi ulfat ka nateeja dekha bewafa ja tera wada dekha bewafa ja tera wada dekha humne kal bhi tera rasta dekha bewafa ja tera wada dekha bewafa ja
ek adhuri si mulaqaat huyi thi jinse ek adhuri si mulaqaat huyi thi jinse jane ab unn se mulaqaat kabhi ho ke na ho ek adhuri si mulaqaat huyi thi jinse jis hanseen raah pe hum saath chale the kuchh din jis hanseen raah pe hum saath chale the kuchh din jane uss raah pe ab saath kabhi ho ke na ho jis hanseen raah pe hum saath chale the kuchh din kuchh bataya hi nahin haath chhudane ka sabab kuchh bataya hi nahin haath chhudane ka sabab phir na aane ka sabab rooth ke jane ka sabab puchhte unse magar baat kabhi ho ke na ho ek adhuri si mulaqaat huyi thi jinse meri khamosh mohabbat ko na samjha koi meri khamosh mohabbat ko na samjha koi dil yunhi chhod gaya aag mein jalta koi dil pe ab pyaar ki barsaat kabhi ho ke na ho jis hanseen raah pe hum saath chale the kuchh din zindagi ko kisi chehare ka ujala na mila zindagi ko kisi chehare ka ujala na mila thak gaye paanv magar koi bhi saya na mila unki zulfon ke tale raat kabhi ho ke na ho ek adhuri si mulaqaat huyi thi
jhoomti bahaaron ka samaa pyaar ki umangen hain jawaan honthon pe taraane chale hain do deewaane pyaar ki basaane duniya jhoomti bahaaron ka samaa pyaar ki umangen hain jawaan honthon pe taraane chale hain do deewaane pyaar ki basaane duniya jhoomti bahaaron ka samaa geet koi pyaar ka sunaati hai hawa aaj mere sang sang gaati hai hawa geet koi pyaar ka sunaati hai hawa aaj mere sang sang gaati hai hawa dil se dil mile phool se khile muskuraati hain vaadiyaan jhoomti bahaaron ka samaa pyaar ki umangen hain jawaan honthon pe taraane chale hain do deewaane pyaar ki basaane duniya jhoomti bahaaron ka samaa aa aaaa aa aaaa oo oooo aa aaaa dil se mile dil to ikraar ho gaya aaj humein zindagi se pyaar ho gaya dil se mile dil to ikraar ho gaya aaj humein zindagi se pyaar ho gaya dil ne jo kahi dil ne jo suni khatm na ho wo daastaan jhoomti bahaaron ka samaa pyaar ki umangen hain jawaan honthon pe taraane chale hain do deewaane pyaar ki basaane duniya jhoomti bahaaron ka
aaaa aaaaa mere humdam mere kareeb aao mere nagmen tumhen bulaate hain mere humdam mere kareeb aao mere nagmen tumhen bulaate hain kaun zanjeer rokti hai tumhein kyun kadam laut laut jaate hain mere humdam mere kareeb aao mere nagmein tumhen bulaate hain ishq ko jurm kyun samajhti ho pyaar karna koi khata to nahin meri baahen panaah dengi tumhen yeh koi jhutha aasra to nahin pehre jazbaat par lage jitne utne tufaan sar uthate hain mere humdam mere kareeb aao mere nagmen tumhen bulaate hain jab dilon mein nahin rahi doori raaz e dil mujhse kyun chhupaati ho apni uljhan chhupa ke tum mujhse kyun meri uljhanen badhati ho kyun nazar mein hain khauf ke saaye honth kyun kaanp kaanp jaate hain mere humdam mere kareeb aao mere nagmen tumhen bulaate hain tumko duniya se dar jo lagta hai sabse chhup kar meri nazar mein raho dil tumhaare liye sajaaya hai dil mein aa jao apne ghar mein raho bandishen saari tod dete hain pyaar mein dil jo doob jaate hain mere humdam mere kareeb
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Bewafa Ja Dahleez (1986) 05:04 32688
 
Poster of Dahleez (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Hasan Kamal
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mahendra Kapoor
Duration : 05:04   Song Number : 32688   

Ek Adhuri Si Mulaqaat Dahleez (1986) 07:52 32471
 
Poster of Dahleez (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Hasan Kamal
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Jackie Shroff, Raj Babbar
Duration : 07:52   Song Number : 32471   

Jhoomti Bahaaron Ka Dahleez (1986) 04:44 39927
 
Poster of Dahleez (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Hasan Kamal
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Jackie Shroff, Smita Patil
Duration : 04:44   Song Number : 39927   

Mere Humdam Mere Kareeb Aao Dahleez (1986) 06:15 17017
 
Poster of Dahleez (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Hasan Kamal
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Jackie Shroff, Meenakshi Seshadri
Duration : 06:15   Song Number : 17017